Shikshak- is shabd mein dekho hai kaise ehsaas, sunte hi man mein jaag uthta hai atyant samman aur vishwas.. wo unka ungali pakadkar chalna sikhana, wo jeevan ka har rang, har sapna dikhaa.. wo hamari jeet par bhi peeth thapthapana, wo har haar par bhi jeet ka bhaav jagaana… kabhi pita banke unhone diye sanskar, [...]